Monday, August 23, 2010

Happy Rakhi :)

Happy Rakhi - A short poem for you dear Brothers!
Aao sunaye bahi bahano ki ek aur kahani---
Suno Suno ek behna ki Zubani ---

Sabse bada hai Rishu Bhai (Saurabh),Jinko Orkut- FB pasand nahin aayi...
Phir hai baari Monty ji ki, Jinki aadate hain kuch badli badli si, Kanoon ki raaha per chal pade hain, Kitne Kitne jatan sahe hain :)

Eshan ji unse chote, jo hain music mein khudko khote, Aur aaj kal pyaar mein kabhi nahin hain sote!
Deepak bhai hai Mumbai ke Nivasi, yeh hai tayar bann ne fresh fresh SE!

Ab hai baari Nadeesh ji ki, jinhonne kabhi khabar hi nahin ki.. kahan hai janab pata nahin, kabhi koshish to kariye yaad karne ki
Rishabh aur Shubham hain bhai bhai, dono ki shamat hai aajkal engg. mei aayi!

Ab hain bari hamare pyare Arman ji ki, jinki Jaan hai Padhai ne le li. Facebook hai bhagwan jinka, friendship ka imaan inka!
Sunal aur Raghav miya hai abhi thode chote! Isliye shayaad online kum hai hote:)

Aap sabhi ho hai Rakhi ki hardik bhadayi
Aap sab se dheron khushiyan hai Humne payi ;)